Saturday, 2 May 2015

Ghalib Poetry, Mirza Ghalib Poetry,

Wo Mujh Se Becharr Kar Aab Tak Nahi Ghalib 
Koi Tu hamdard Jo Usay Ronay Nahi Deta

Ishq Ne Ghalib Nikamma Kar Diya

Ishq Ne Ghalib Nikamma Kar Diya
Warna Hum Bhi Aadmi Thay Kam K

Wasi Shah Poetry

Kiss kadar anokha hy raabta muhabbat ka
Kab na janay ho jaye mojza muhabbat ka

Apni zaat sy b wo ajnabi sa lagta hy
Jiss k sath ho jaye haadsa muhabbat ka

Wo chala hi jata hy jis ny jana hota hy
Lakh do chahay usko waasta muhabbat ka

Zindagi mein jeenay ka aasra nahi rehta
Jab kisi sy cheen jaye hosla muhabbat ka

Doston sy 'WASI' agar tumhain muhabbat hy
Doston ko mat dena mashwara muhabbat ka.



Wasi Shah Poetry, Urdu Poetry, Urdu Ghazal,

Tuesday, 28 April 2015

Zamong kali ke da MEENY ajeba ghondy nizam dy

Zamong kali ke da MEENY ajeba ghondy nizam dy
Har aashiq ye gunah-gar dy har yaw khukhaly ye badnam dy
Sok ba sa ranga janan ta khpal izhar da meene okri
Che sefat da husan juram, che ye meena hum elzam dai
Khudai dai ta nura khaista ki khudai dai ma nur lewanai kri
Mayentob che lewantob she, mayentob ta me salam dai
Yar ba hasai marawar we mung da meene malangan u
Mung dushman ta hum sataly pa khpal zra k ekhteram dai.

happy diwali friends -top & best wishes in hindi aur urdu shayari

hi ??????? , meri shayari hindi shayari ka kahzana ?? ??? ?? ?? ?? ?? ??????? ?? ??????? ??? ???????? ?????? ???? ?? ?? ?????? ?? ?? ?? ????...